SAMUNDAR - BABBU MAAN LYRICS
![]() |
SAMUNDAR - BABBU MAAN LYRICS |
Song - Samundar
Singer | Lyrics | Music - Babbu Maan
Video : Sukh Sanghera
Label - Swag Music
Tu To Kehta Hai Ke Main Ret Ki Tarah Bikhar Gaya
Tu To Kehta Hai Ke Main Ret Ki Tarah Bikhar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Hmmm…
Utar Gaya
Wo Udata Raha Aur Main Bhi Udta Raha
Wo Udata Raha Aur Main Bhi Udta Raha
Kaat Di Dor Bereham Ne Ke Jab Main Shikhar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya (x2)
Tum Ruko Aaya Ye Keh Ke Nikla Tha Wo
Tum Ruko Aaya Ye Keh Ke Nikla Tha Wo
Main Usi Waqt Usi Mod Par Sanam Thehar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya (x2)
Baad Dango’n Ke Uthata Tha Woh Laasho’n Ko
Baad Dango’n Ke Uthata Tha Woh Laasho’n Ko
Woh Bechara Kal Raat Dange Mein Mar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Hmmm…
Utar Gaya
Maan Ne Yun Hi Ucchaala Tha Khatt Hawao’n Mein
Maan Ne Yun Hi Ucchaala Tha Khatt Hawao’n Mein
Na Jane Kaise Bereham Teri Chatt Pe Gir Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Hmmm…
Utar Gaya
0 Comments